pichle chaar saal enginerding dayz parody song

Enginerding dayz parody song

by-Chandrakant

this is a funny parody song of pichle saat din(ROCK ON) and its made on lifestyle of enginerds and it goes like

mere craftroom ki machine

ek multicuishine canteen

G floor mein workshop ka store

busy blocks ka corridor
>>>>Mere seriousness semesters ke din
>>simple circuit ki complex design

pichle chaar saalon mein maine khoya

kabhi khud pe hasa main aur

kabhi khud pe roya
xxxxxxxxxxxxxxxxxxxxxxxxxxxxxxxxxxxxxx

xxxxxxxxxxxxxxxxxxxxxxxxxxxxxxxxxxxxxx

lectures se tha hardam bore

practical mein tha kamjor

mere program source ka bug

do do papers ke backlog
>>>>Mere revised edition ka syllabus
>>high speed free wi-fi campus

pichle chaar saalon mein maine khoya

kabhi khud pe hasa main aur

kabhi khud pe roya
xxxxxxxxxxxxxxxxxxxxxxxxxxxxxxxxxxxxxx

xxxxxxxxxxxxxxxxxxxxxxxxxxxxxxxxxxxxxx

<<<Kaise bhulu jab main ex topper tha
<<kisine mujhe b.tech suggest kiya tha
<<<kaisa pal tha jis pal maine bhi
<<apna hosh kho diya

maine jo curriculum dekha pehli baar

socha isme kon si badi baat hai yaar

aage josh bhi khoya grades bhi khoya

kabhi khud pe hasa main aur

kabhi khud pe roya
maine pichle chaar saalon mein ye sab hai khoya

One thought on “pichle chaar saal enginerding dayz parody song”

Leave a comment